Saturday, October 3, 2015



Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye tha Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha Be-khaloos logoon se ijtenab karna hai mujh ko apnay rishtoon ka ehtasab karna hai, tum ko bhool jana hai tum ko yaad rakhna hai dukh tu aik jaisa hai intakhab karna hai……….! Tere baghair is zindagi ki hume zarurat nahi, Tere siwa hume kisi or ki chahat nahi, Tum he rahoge humesha mere dil mai, Kisi or ko is dil mai aane ki Ejazat nahi.!

No comments:

Post a Comment